Ranjeet Kumar,
Vill Pawai, po Pawai ps Suraygarha district Lakhisharai Bihar pin code 811309.
Srimaan hamare jamin mean par hm ghar bana rahe hai agal bagal ka log hmko ghar banane rok raha hai koi kahta hai ki North men tumhara jamin nahi hai es lute hmko bahut mansik paresan kar raha hai aur hamara toilet nali ka pani sabhi parosi rok diya hai mera nali ka aur barsat ka pani ghar men rah raha hai es lute hamara makan barsat men diob sakta hai gir sakta hai hamare ghar par old mata putaji rahte hai hm two barther Army man hai hm Dm. so. sdo. adm. dig sabhi ko suchit kiya lekin koi bhi nahi suna aur hm online napi ka proses kiya may 2024 ko lekin pipariya co parwin ranjan aur Amin Pintu kumar aaj tak napi nahi kiya aur online napi frud karte hue napi done dikha diya Bihar Govt ko bahut bara dhokha dhari aur 420 ka frud kiya hai pipariya anchal adhikari aur Amin hm kitna bar anchal adhikari parvin ko bataya and Amin Pintu kumar ko bataya tau hme jabab mila ki chup chap baitho hamara jab marji hoga tab napi karege jaha complain karna jai karo pleaseπ dhiyan diyajay
jay hind